Tere Bina Dil Lagta Nahi Lyrics:song sung by Lakhwinder Wadali,Music is given by Anmol Malik.Lyrics is penned by Anmol Malik

“Tere Bina Dil Lagta Nahi Lyrics” 

Tere Bina Hum Jeete Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Hum Jeete Nahi

  

Tere Har Khaawish Ko Aayat Maana

Par Yaadein Teri Meri Amanat Hain

Par Yaadein Teri Meri Amanat Hain

 

Tere Bina Hum Jeete Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Hum Jeete Nahi

Kaagaz Dilon Ka Bas Yehi Mijaaz

Ranjishein Ilteza Mein Dube Tanha

Ruk Kar Ek Pal Main Saan Toh Lu

Yeh Hawa Kyun Laayi Teri Khushbu

 

Kaisi Khanish Hai Ye

Kaisa Ye Dard Hai

Jo Meri Neendon Se Kar Gaya Sauda

Gham Ka Taufa Milna Hi Tha

Toda Maine Wada 

Tere Bina Hum Jeete Nahi  

Muskan Teri Meri Hai Dua

Tujhse Mili Ek Nayi Duniya

Mit Gayi Saari Yeh Khushiyan

Thaama Tha Bas Haathon Ne Dua 

Yaadon Ki Tazbi Baatein Adhoori

Lamba Safar Aur Tujhse Hi Doori

Lamba Safar Aur Tujhse Hi Doori 

Tere Bina Hum Jeete Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Tere Bina Dil Lagta Nahi

 

END

Tere Bina Dil Lagta Nahi  Song Details:

Singer

Lakhwinder Wadali

Album

Tere Bina Dil Lagta Nahi

Lyricist

Anmol Malik

Music

Anmol Malik

Music Label

Zee Music Company

 

Tere Bina Dil Lagta Nahi   Image

 
Tere Bina Dil Lagta Nahi Lyrics - Yadit A, Bhavika M | #Lyricstones.com

 

Tere Bina Dil Lagta Nahi video