Dil Ko Karaar Aaya  Song Lyrics:song sung by Neha Kakkar & Yasser Desai,Music is given by Rajat Nagpal.Lyrics is penned by Rana

“Dil Ko Karaar Aaya  Lyrics”

 

Dua Bhi Lage Naa Mujhe, Dava Bhi Lage Naa Mujhe,

Jabse Dil Ko Mere Tu Laga Hai,

Neend Raaton Ki Meri Chahat Baaton Ki Meri

Chain Ko Bhi Mere Tune Yun Thagaa Hai

 

Jab Saansein Bharun Main, Band Aankhein Karun Main

Nazar Tu Yaar Aaya

Dil Ko Karar Aya, Tujhpe Hai Pyaar Aya

Pehli-Pehli Baar Aya Oh Yaara!

 

Dil Ko Karaar Aaya Tujhpe Hai Pyar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya, Oh Yaara!

 

Har Roz Pooche Ye Hawayein

Hum Toh Bataake Haare

Kyun Zikr Tera Karte Hain Humse Taare

 

 

 

Har Roz Pooche Ye Hawayein

Hum Toh Bataake Haare,

Kyoon Zikr Tera Karte Hain Humse Taarey.

 

Ab Kisse Hain Tere In Honton Pe Mere

Izhaar Aaya, Yaara!

 

Dil Ko Karar Aya, Tujhpe Hai Pyaar Aya

Pehli-Pehli Baar Aya, Oh Yaara!

 

Dil Ko Karaar Aaya Tujhpe Hai Pyar Aaya

Pehli Pehli Baar Aaya,

Oh Yaara!

Dil Ko Karaar Aaya  Song Details:

Singer

Neha Kakkar & Yasser Desai

Album

Dil Ko Karaar Aaya 

Lyricist

Rana

Music

Rajat Nagpal

Music Label

 

Desi Music Factory

Dil Ko Karaar Aaya image

Dil Ko Karaar Aaya Lyrics - Sidharth Shukla & Neha Sharma |#Lyricstones.com